Skip to main content

Aadmi Khilona Hain lyrics

raatein dhalti nahin
din bhi nikalta nahin
uski marzi bina patta hilta nahi
rab jo chahe wahi toh hona hain
aadmi khilona hain - 2
rab jo chahe wahi toh hona hain - 2
aadmi khilona hain - 2

(jeena hain haske humein jeevan ka har pal
koi na jaane yaha kya ho jaye kal) - 2
har khwaab yaha pe sajona hain - 2
aadmi khilona hain - 2
rab jo chahe wahi toh hona hain - 2
aadmi khilona hain - 6

Comments