Sochate aur jaagte saanson ka ek dariya hoon main,
Apne guldastha kinaro ke liye bahta hu main
Jal gaya sara badan, in mausamo ki aag me,
Ek mausam rooh ka hai, jismein ab zinda hu main
Mere honto ka tabasoom, de gaya dhoka tujhe,
Tumne mujhko baag jana, dekhle sahara hu main.
Dekheye meri pazeerayee ko aab aata hai kaun,
Lamha bhar ko waqt ki, dahliz par aaya hu main.

Comments
Post a Comment