Pal Bhar Mein Lyrics in Hindi from the movie Swami (1977) sung by Lata Mangeshkar. This evergreen old song is written by Amit Khanna and music composed by Rajesh Roshan. Starring Shabana Azmi, Vikram, Girish Karnad
PAL BHAR MEIN Lyrics in Hindi
आ आ..[पल भर में ये क्या हो गया
वो मैं गयी वो मन गया
चुनरी कहे सुन री पवन
सावन लाया अब के सजन
दिन भर मुझे यूँ सताये
तुम बिन अब तो रहा नहीं जाए
तुम बिन अब तो रहा नहीं जाए] x 2
आशा की छोटी सी नय्या
लेके चली पुरवैय्या
डोले डोले झुमका बोले
चुपके से ये भेद खोले
आ जायेगा, आ जायेगा प्यार से तुम बुलाना
पल भर में ये क्या हो गया
वो मैं गयी वो मन गया
चुनरी कहे सुन री पवन
सावन लाया अब के सजन
दिन भर मुझे यूँ सताये
तुम बिन अब तो रहा नहीं जाए
आयी बहारें सिमटके
कहने लगी वो लिपटके
चोरी चोरी चलो गोरी
थामे हुए बयाँ मोरी
मिल जायेगा मिल जायेगा तुमको वही दीवाना
पल भर में ये क्या हो गया
वो मैं गयी वो मन गया
चुनरी कहे सुन री पवन
सावन लाया अब के सजन
दिन भर मुझे यूँ सताये
तुम बिन अब तो रहा नहीं जाए
तुम बिन अब तो रहा नहीं जाए
PAL BHAR MEIN Lyrics in English
Aa aa..pal bhar me ye kya ho gaya
vo mai gayi vo man gaya
chunari kahe sun ri pavan
savan laaya ab ke sajan
din bhar mujhe yu sataye
tum bin ab to raha nahi jaaye
tum bin ab to raha nahi jaaye
pal bhar me ye kya ho gaya
vo mai gayi vo man gaya
chunari kahe sun ri pavan
savan laaya ab ke sajan
din bhar mujhe yu sataye
tum bin ab to raha nahi jaaye
tum bin ab to raha nahi jaaye
aasha ki chhoti si naiya
leke chali puravaiya
dole dole jhumaka bole
chupke se ye bhed khole
aa jaayega, aa jaayega pyaar se tum bulana
pal bhar me ye kya ho gaya
vo mai gayi vo man gaya
chunari kahe sun ri pavan
savan laaya ab ke sajan
din bhar mujhe yu sataye
tum bin ab to raha nahi jaaye
tum bin ab to raha nahi jaaye
aai bahaarein simatke
kahne lagi vo lipatke
chori chori chalo gori
thaame hue baiyan mori
mil jaayega, mil jaayega tumko vahi divana
pal bhar me ye kya ho gaya
vo mai gayi vo man gaya
chunari kahe sun ri pavan
savan laaya ab ke sajan
din bhar mujhe yu sataye
tum bin ab to raha nahi jaaye
tum bin ab to raha nahi jaaye
Comments
Post a Comment