Ek Din Aap Yun Lyrics in Hindi from the movie Yes Boss, sung by Kumar Sanu and Alka Yagnik. The song is written by Javed Akhtar and music composed by Jatin-Lalit. Starring Starring Shahrukh Khan, Juhi Chawla, Aaditya Pancholi, Ashok Saraf, Johny Lever in lead roles
Ek Din Aap Yun Lyrics in Hindi
एक दिन आप यूं हमको मिल जाएंगेफूल ही फूल राहों में खिल जाएंगे
मैंने सोचा न था
एक दिन ज़िंदगी इतनी होगी हसीं
झूमेगा आसमां, गाएगी ये ज़मीं
मैंने सोचा न था
दिल की डाली में कलियां सी खिलने लगीं
जब निगाहें निगाहों से मिलनें लगीं
दिल की डाली में कलियां सी खिलने लगीं
जब निगाहें निगाहों से मिलनें लगीं
एक दिन इस तरह होश खो जाएंगे
पास आएंगे मदहोश हो जाएंगे
मैंने सोचा न था
एक दिन ज़िंदगी इतनी होगी हसीं
झूमेगा आसमां, गाएगी ये ज़मीं
मैंने सोचा न था
जगमगाती हुई जागती रात है
रात है या सितारों की बारात है
एक दिन दिल की राहों में अपने लिए
जल उठेंगे मोहब्बत के इतने दीये
मैंने सोचा न था
मैंने सोचा न था
Ek Din Aap Yun Lyrics in English
Ek din aap yun humko mil jayengePhool hi phool raahon mein khil jayenge
Maine socha na tha
Ek din aap yun humko mil jayenge
Phool hi phool raahon mein khil jayenge
Maine socha na tha
Ek din zindagi itni hogi haseen
Jhoomega aasman gayegi yeh zameen
Ek din zindagi itni hogi haseen
Jhoomega aasman gayegi yeh zameen
Maine socha na tha
Dil ki daali pe kaliyan si khilne lagi
Jab nigahein nigahon se milne lagi
Dil ki daali pe kaliyan si khilne lagi
Jab nigahein nigahon se milne lagi
Ek din is tarah hosh kho jayenge
Paas aaye to madhosh ho jayenge
Maine socha na tha
Ek din aap yun humko mil jayenge
Phool hi phool raahon mein khil jayenge
Maine socha na tha
Jagmagati huyi jaagti raat hai
Raat hai ya sitaaron ki baraat hai
Jagmagati huyi jaagti raat hai
Raat hai ya sitaaron ki baraat hai
Ek din dil ki raahon mein apne liye
Jal uthenge mohabbat ke itne diye
Maine socha na tha
Ek din zindagi itni hogi haseen
Jhoomega aasman gayegi yeh zameen
Maine socha na tha
Ek din aap yun humko mil jayenge
Phool hi phool raahon mein khil jayenge
Maine socha na tha
Maine socha na tha
Maine socha na tha
Comments
Post a Comment